Thursday, December 13, 2007

Tanhaayee!!

Bekas ek Taara tha..
Aur yeh beintehaan aasmaan,
Dar lagta hai kahin woh meri tarah,
Kho na jaaye apni tanhaayee mein!!

Hum gum seh to lete hain,
Sirf yeh gum na hota to,
Hum dard seh to lete hain,
Sirf yeh dard na hota to..



.